जिओ DTH का अभी बुकिंग कीजिये और पाइये एक साल तक फ्री में 440 TV चॅनेल्स।
Chalo koi nahi to mere karan in fraud websites wale apne dimag se kaam le rahe hai. Ye dono website puri trah se fraud hai. Ab aap soch rahe honge ki ye to Jio.com hai to fraud kaise hai to aapko fir se jio.com ka spelling ko dheyan se dekhna hoga agar fir bhi kuch nahi mila to chalo main sab kuch bata deta hu aapko.
Isme 3 link aapas me connected hai jio.com/dth-registration, jio-dth-booking.ml or Get-laptop-today.ml
sabse pehle aate hai Get-laptop-today.ml par. Ye link use kiya gaya tha jab Akhilesh Sarkar ne vaada kiya tha ki agar vo jeet gaye to sabhi ko Laptop milega tab iss link ke trough paise kmaae gaye the or jab vo laptop ka baat thanda ho gaya tab isko jio-dth-booking.ml kar diya gaya. Yakin nahi ho raha to Get-laptop-today.ml maar ke search kijiye fir dekhiye ki vo aapko kis link par bhej deta hai.
Ab aate hai jio.com/dth-registration par. Ab aap soch rahe honge ki ye www.storyfvr.in wala banda khud bola tha ki starting mein agar main URL ho to vo website scam nahi hota real hota hai fir isko ye scam kyon bata raha hai.
To upar maine pehle hee bol diya hai ki mera scam report se kisi ko faaeda ho na ho but ye fraud websites wale jarur samjhdaar ho gaye hai. Ab aap ek baar iss link ko dheyan se dekhiye jiọ.com/dth-registration aapko dikh raha hoga ki Jio ka jo o hai uske niche ek bindu hai. Or agar fir bhi aapko lagta hai ki nhi vo bindu maine lagay hai uss website ka nahi tha to aap jaakar iss link ko search kare lekin vo ọ mita kar dusra o likhe fir aapko sab pata chal jaaega.
Ab aate hai main website ke URL jio-dth-booking.ml par.
Yanha aapko bola jata hai ki ye Jio DTH welcome offer hai jisme aapko 6 month tak free HD set top box ke sath 440 se jaada TV channel free me milega. Bas iske liye aapko aapka naam, Mobile number or apna state batana ha.
Fir ye sab bata dene ke baad ye bolta hai ki "बधाई हो आपके पिन कोड पर HD सेट टॉप बॉक्स उपलभ्द है।"
To aap me se koi mujhe bataega ki iss website ne mere se mera Pin Code kab maanga jo ye bata raha hai ki ye mere Pin Code par uplabhd hai.
Fir bolta hai hai ki " We are getting too many Request. So Please Complete This step for human verification"
Ye bol ke ye aapko isse baaki fraud website ki trah 10 whatsapp group mein bhejne bolta hai.
Dosto agar Jio ko kuch dena bhi hoga to vo officially announce kar ke dega in fraud tariko se nahi. Or jitna kuch aapko main bataya hu uske hisaab se aap bhi smjh gaye honge ki ye website puri trah se fraud hai.
To isko at least ek baar share jarur kare taki dusre log iss fraud website ke chakkar me parne se bach jaae.

jio.com/dth-registration and jio-dth-booking.ml and is Scam or Real?
Reviewed by Amit Kumar
on
5/30/2017 01:14:00 pm
Rating:
No comments: