पानी में गिरे Mobile को ठीक करने का तरीका।
Source: Google Search |
1. Mobile paani mein girne par sabse pehle uski battery nikal kar alag rakh de.
Kabhi bhi Mobile paani mein girne par usko switch on karne ka try naa kare.
2. Ab Mobile ko pura open karke saare parts alag-alag sukha le.
3. Hot Air Machine ke madad se Mobile ki plate or uske parts ko sukha le.
4. Display or Battery par bhul kar bhi Hit naa de kyonki Display par Hit dene se Display khraab ho jaaega or Battery par Hit dene se vo garam hokar blast kar sakta hai.
5. Ab jab saare parts achhe se sukh jaae to Mobile me fir se saare parts laga kar on karke dekhe or agar fir bhi on na ho to fir se Mobile ko khol kar Mobile ki Plate ko Isopropyl Alcohol se achhe se dhokar halke brush se saaf karke, sukhakar or uske baad Mobile ko Hot Air Machine se Hit de.
Or fir Mobile ko arrange kar ke On kare.
Yaad rahe ki iss kaam ko karne se pehle Mobile ke Display ko Nikal de nahi to Ultrasonic Vibrator Cleaner Machine ke madad se Mobile ki Plate saaf kare.
6. Fir bhi agar Mobile On nhi hota to Mobile ki step by step checking kare.
Kai Mobile par Water Damage indicator laga hota hai jiske bhigne par uska colour change ho jata hai or Company dwaara uss Mobile ki Warranty khtam kar di jaati hai.

How to Repair Water Damage Phone | पानी में गिरे Mobile को ठीक करने का तरीका
Reviewed by Amit Kumar
on
4/24/2017 03:51:00 pm
Rating:
No comments: