Ransomware Attack in India

Kuch dino se Ransomware naam ka virus har jgh ka favourite topic ban chuka hai or isko le ke alag alag type ka fake news bhi chalaya jaa rha hai.



Iss post mein mai bas itna hee btana chahta hu ki India mein Ransomware attack ho chuka hai. Or agar aapka computer net se connected rehta hai to sayad aap bhi iske sikaar ho sakte hai. Kyonki aaj subh subh mere ek friend ke desktop ransomware affacted ho chuka hai.





Isme likha hai ki aapka sara file lock ho chuka hai or aap chahe to apni kuch file free me unlock kar sakte hai lekin pura file unlock karne ke liye aapko Bitcoin ke trough inhe 300 Dollar dena hoga. Lekin paise pay karne ke baad bhi aapka file unlock ho jaaega iska koi gurantee nahi hai.

Isse related main or bhi post update karte rahunga jaise ki isse kaise bache, isse related kon kon si news fake hai or bhi kai saare. Or main iska solution dhund rha hu jaise hee milta hai main post kar dunga.




Ransomware Attack in India Ransomware Attack in India Reviewed by Amit Kumar on 5/16/2017 09:56:00 am Rating: 5

No comments:

Powered by Blogger.